Urdu / English SMS Shayari

mere chehare pe Ghazal

mere chehare pe Ghazal likhatii gayii.n
sher kahatii huyii aa.Nkhe.n us kii

aaiine kii aaNkh hii kuchh kam

aaiine kii aaNkh hii kuchh kam na thii mere liye
jaane ab kyaa kyaa dikhaayegaa tumhaaraa dekhnaa

main wafa kar ke bhi raha

main wafa kar ke bhi raha gumnaamon mein shaamil
aur woh bewafa hai fir bhi bemisaaal lagta hai

main uss ke khayaalon

main uss ke khayaalon se nikluun to kahan jaun
wo meri soch ke har raastay pe nazar aataa hai

mohabbat ke gam karunga yaad

main aaj sirf mohabbat ke gam karunga yaad
haan ye baat alag hai ki teri bhi yaad aa jaaye

Hum Sy Poochni Hy

Hum Sy Poochni Hy
Tou Sitaaro’n Ki Baat
Poocho

Khwabo’n Ki Baat Tou
Wo Krte Hyn Jinhe’n
Neend Aati Hy !!!

Tum Mujhy Mauqa

Tum Mujhy Mauqa
Tou Do Aitbaar Ban’ney
Ka

Thak Jao Gy Chalty
Chalty Meri Wafa k
Saath !!!

Us Ka Andaz-e-Bayan Hi Maar Deta Hy

Us Ka Andaz-e-Bayan
Hi Maar Deta Hy
‘Faraz’

Wo haqeeqat Main
Pyaar Karey Ga Tou
Kia Ho ga … !!

Teri Berukhi Ny Cheen

Teri Berukhi Ny Cheen
Lee’n Hyn Shararte’n
Meri

Log Samajhtey Hy
Main Sudhar Gaya
Hoon !!!

Tum Mujhy Khaak Bhi Samjho

Tum Mujhy Khaak Bhi Samjho Tou KOi Baat Nahi
Ye Bhi Urrti Hy Tou Aankho’n Main Sama Jati Hy !!