Tag Archives for Eid Mubarak

chand raat n EID mubarak

dekhiyeh chand raat aai hai
sath khushian hazar laee hai

tum chaley aao aik lamhey ko
ham bhi manain ke eid aae hai

chaand bhia ya chand lamhon ko
jaisey tum ney jhalak dikhai hai

ham ne qismat ajeeb paee hai
Eid ka din hai aur judai hai

keh rahe hai hawa mujhy yasir!
us ne mehndi abhi lagaii hai

Eid Mubarak Ho Aap Ko

Chand Taray Salam Kartay Hain
Hur O Mulk Salam Kartay Hain
Hajion Ki Dua Ho Tum Pa
Harmain Walay Salam Kartay Hain
Yeh Paigham La Pata Hai Jab Tak
Walidain Salam Kartai Hain

Salam-E-Eid Mubarak Ho Aap Ko